Get old and new amazing song lyrics
hindi, punajbi, gujarati etc.
Aye Mere Humsafar New Lyrics from All is Well
Aye Mere Humsafar New Lyrics from All is Well
(Aye mere humsafar ek zara intzaar
Sunn sadaaye de rahi hain manjil pyaar ki) - 2
(Jis ko duaaon mein manga tu hain vahi rehnumaa
Tere beena mushkil hain ek bhi kadam chalna) - 2
Been tere kahan hain manjil pyaar ki
Aye mere humsafar ek zara intzaar
Sunn sadaaye de rahi hain manjil pyaar ki
(Naa hum bewafahain naa pyaar na kam darmiyaan
Par apani takdeerein hai bilkil hi juda) - 2
Fir kaise milegi manjil pyaar ki
Aye mere humsafar ek zara intzaar
Sunn sadaaye de rahi hain manjil pyaar ki
No comments:
Post a Comment